Unknown Artist
Jisne banaya humein, vo hai humara aadhaar,Jisne diya humko saath, vo hai humara uddhaar,Uski ho jai-jai, ho aaradhna,Vo hai Prabhu ka pradhan.
Aao hum Yahova ka dhanyavaad karein,Apne saare hriday se vandana karein,Uske faatkon mein stuti karein,Aur lalkaarein.
Apne poore tan man se hum, uski mahima karein,Vo hai shifaa aur najat, uski prashansa karein,Vo hai jag ka taaranhaar,Aur hai taarak pradhan,