Dayanidhi Rao
Aaj Yeshu Zinda Hai Hum Batane Aaye Hai
Jab Yeshu Duniya Me Tha, Langdo Ko Paun Diya Jab Yeshu Duniya Me Tha, Kodhi Lo Changa Kiya Aaj Yeshu… Jab Yeshu Duniya Me Tha, Murdo Ko Zinda Kiya Jab Yeshu Duniya Me Tha, Bhuko Ko Trupt Kiya Aaj Yeshu…
Aao Abhi Aao Sabhi, Yeshu Bulata hai Jeevan ki Rahon Par, Chalna Sikahta Hai Aaj Yeshu…