Unknown Artist
Aaj ka yeh din Yahovah ne banaya haiTo aao milkar hum khushiya manaye, aaoTo aao milkar hum sab naacheTo aao milkar hum sab gaayeDhanyavaad ho, dhanyavaad ho, dhanyavaad ho teraDhanyavaad ho, dhanyavaad ho, main hoon teraHum bhool jaaye niraashaon koAashaon ka hai yeh dinYeshu Masih jo humare sang haiKoi nahi tere binKal ke bharose na rehna humeTune diya yeh naya dinVishvaas karke hai badhna humeKoi nahi tere bin