Unknown Artist
Aa Pavitra Aatma, mere dil mein aa –Mere jeevan ko, tu hi chala –Aa Pavitra Aatma, mere dil mein aa –Toot gaya hoon main, jeevan ka kya hai bharosa –Dhokhe par dhokha hai saara jahaan,Jaaun to jaaun kahaan –Aa Pavitra AatmaThak chuka hoon main, jeevan ka tu hi sahaara –Jeevan ke safar mein tu hai MasihaJaaun to jaaun kahaan –Aa Pavitra AatmaPyaasa aaya hoon main, mujhko tu jal peela –Jeevan ka shrota hai tu hi MasihaJaaun to jaaun kahaan –Aa Pavitra Aatma