Zindagi ka Badshah aane wala haiZindagi ka Badshah aane wala haiJaago sone walo, Yeshu aane wala haiJaago sone walo, Yeshu aane wala hai
Maile daaman khoon se jab dhul jayengeUska istiqbaal tab hi kar payengeMaile daaman khoon se jab dhul jayengeUska istiqbaal tab hi kar payengeBaadalon pe Yeshu Raja aane wala haiJaago sone walo, Yeshu aane wala hai
Pyara Yeshu zindagi se aisa hai bharpoorJo andhera door kare, woh hai sachcha noorPyara Yeshu zindagi se aisa hai bharpoorJo andhera door kare, woh hai sachcha noorChehra saare jag ko dikhane wala haiJaago sone walo, Yeshu aane wala hai