Sharmindagi mein tha main doobaIss dard ko main na seh sakaMain tha bejaanTere binaSaansein thi par zinda main na thaNakamiyo se tha bharahuaMain tha bejaanTere bina
Pukara tu neZinda hua mainAndhero mein seTeri mahima meinx2
Karuna ne teri bachaya mujheAzadi teri hai pai maineHua sab nayaYeshu tu jab se mila
Pukara tu neZinda hua mainAndhero mein seTeri mahima meinx2
Khoya hua thaBandha hua thaPar tune har zanjeer todiBeghar tha mainMili panah mujhePehchaan mujhe tujh mein miliToota hua tha tu ne sambhalaTeri mohabbat saanson mein hai basiMili hai manzil hua sab haasilJabse pukara tu neZinda hua mainAndhero mein seTeri mahima meinPukara tu neZinda hua mainAndhero mein seTeri mahima mein