Zinda eemaan sab maon kaHar khoobee aur khubsurtee meinHamaare dil mein basata haiKhuda kee yaad dilaata hai
Zinda eemaan sab maon kaToo ham mein zinda rahegaZinda eemaan sab maon ka
Ummed aur hamd barhaata haiKhushee se ham ek dil hokarKhuda kee sana gaate hai
Tera piyaar na maregaMasih ka pyaar har haalat meinToo ham ko yaad dilaavegaZinda eemaan sab maon kaToo ham mein zinda rahega