Yeshu tere kareeb aane seZindagi meri badal gayiYeshu tere chhune seZindagi meri sawar gayi *x2Tune mujhe hai bachayaTune mujhe sehlaya *x2
Main Dhanyawaad karta rahungaYeshu Dhanyawaad karta rahunga
Dhanyawaad Dhanyawaad Dhanyawaad DhanyawaadMain jo paapon mein duba hua thaAur jo tujhse door hua tha *x2Tune mujhe hai chudayaApni raah par chalaya *x2Yeshu ne aisa prem jatayaMujhko apna beta banaya *x2Apna lahu bahayaJeevan naya dilaya *x2