Yeshu Tere Kareeb Aane SeZindagi Meri Badal GayiYeshu Tere Choone SeZindagi Meri Sawar GayiTune Mujhe Hai BachayaTune Mujhe Sehlaya
Mai Dhanyawaad Karta RahungaYeshu Dhanyawaad Karta RahungaDhanyawaad DhanyawaadDhanyawaad Dhanyawaad
Mai Jo Paapo Me Dooba Hua ThaAur Jo Tujhse Durr Hua ThaTune Mujhe Hai ChoodayaApni Raah Par Chalaya
Yeshu Ne Aisa Prem JatayaMujhko Apna Beta BanayaApna Lahoo BahayaJeevan Naya Dilaya