Jeevan se badh kar humeJeevan diya hai tuneKaruna se bhar kar apniNaya banaya mujhe
Tera pyaar hai, tera pyaar haiTera pyaar hai kitna mahaan
Jab main gira, uthaya mujheKhoya jab tha, dhoondhaYeshu ne
Maa se badh kar humeMamta di hai tuneAasha se bhar kar humeAnand diya hai tune
Tujhsa kaun haiTujhsa kaun haiTujhsa kaun haiSarvashaktimaan
Jab main gira, uthaya mujheKhoya jab tha, dhoondhaYeshu ne
Tera pyaar hai, tera pyaar haiTera pyaar hai kitna mahaan
Jab main gira, uthaya mujheKhoya jab tha, dhoondhaYeshu ne
Tu hai, Yeshu tu haiMera rakhwala, Yeshu tu haiTu hai, Yeshu tu haiMera charwaha, Yeshu tu hai
Oh main jaaun kahaanJahan tu na mileAasmaan par chadhuToh tu hi dikheLehron se ghiruToh tu saath haiAgni jwala jalePhir bhi mehfooz hoon