Yeshu Masih, jald aanewala hai,Dekhenge baadlon pe usko sabhiHaan yeh farmata hai kalaam bhi TAiyaar ho jaayen hum aao sabhi,Yeshu MasihHogi chaaron ore,Bas ek hi pukaarBaadshaahx4Yeshu Masih hai BaadshaahPehle pyar ko chor diya hai,Aab wapas aa jaaoTauba karke pehle jaisaPyar Masih ka paaoJo awwal hai, jo aakhir hai,Woh aisa farmaayeMeri khaatir jaan jo degaSar pe taaj woh paayeJis kisike kaan hon wohSun le yeh aawazJiske paas hai do dhaari talwaarWoh aisa kehta haiMere apne logon meinShaitaan bhi chup ke baithaa haiJiski aankh hai aag ke sholayWahi dilon ko jaanchata haiShaitaan ki taalim na sunanaDoor buton se rehna haiJo thaame rahega woh useyDega ikhteyaar, BaadshaahRaho jaagte, chor ke jaiseJaane kab aa jaayegaUska khola band na hotaBand na khola jaayegaNeem garam na rehnaPehen lo uski rehmat ki paushakAag mein tapaa sona le leDaulatmand ho jaayegaKholo darwaaze pe khadaKhatkhata rahaa, BaadshahYeshu Masih hai Baadshaah