Yeshu Ke Naam Ko, Taareef Ho Uski Ho Mahima, Stuti Prasanshaa Dhanyewaad Hum Devai Ek Saath.
Sajdah Karein Usey, Shradhhaa Ke Saath Aaradhna Se Usse Prasann Kareeein. Saare Sansaar Ka Sruijhan Haar Parakrami Hai Humara Prabhu.
Charnon Men Hum Giray, Jhukaayien Sir Ko Humre Liye Jo, Krus Par Mara Jeevan Bachaane Ko, Bali Hua Woh Humko Usne Apanaaya Hai.