Deewana, Main Yesu KaMere Honthon Pe Uska Hi NaamDeewana, Main Yesu KaUske Pyaar Mein Dooba HuaDeewana, Main Yesu KaMere Honthon Pe Uska Hi NaamDeewana, Main Yesu KaUske Pyaar Mein DoobaMain Khoya, Main Zinda Rahoon
Yesu Aa Aa Aa Aa AaMain Deewana Aa Aa Aa AaYesu Aa Aa Aa Aa AaMain Deewana
Teri Baaton Ko Sunta RahoonApni Manmaani Ab Na KaroonAb Na Daayein, Na Baayein MudoonTere Pyaar Mein Dooba Rahoon
Tujhe Chhod Ke Jaaun KahaanJahaan Dekhoon Tu Hi Hai WahaanYesu, Tujh Mein Hi Milta SukoonTere Pyaar Mein Dooba Rahoon
Khoya Tha Main, Bhatka Tha MainMaaf Karke, Ghar Le AayaApni Pehchaan Mujhko DekarApna Beta Mujhko Kehlaya