Yeh zameen aur sab kuch isme, hai khuda kaSaari duniya saara aalam, hai Khuda kaUsne buniyad hai rakhi, Paaniyon par is jaahan kiUsne toofanon pe qayam kar diya hai is zameen koUske parbat pe chare kaun, Uske makdis mein khada kaunHaath honge Paak Jiske, aur dil saaf ho jiskaPhatako Unche ho jaao, baadshah aane waala haiWoh hai kaavi who hai qaamir, zorawar aane waala haiLashkaron ka jo hai khuda, Aur jalaal ka jo hai baadshahHaan wahi hai aanewala