Yeh Rooh o jaan o badanMain deta Yeshu koMuqaddas ek kurbaaneeYeh uske liye hoSab mazbeh par hai haazirMain dekhta aag kee raahDekhta dekhta dekhtaMain dekhta aag kee raahAi Yeshu mere shaafeeToo meree hai hayaatToo deta mujh ko raahatAur khushee o najaatAi kaash ki aag aa jaaveHo noor se dil maamoorAur meree yeh qurbaaneeAb tujh ko ho manzoorMain tera hoon KhudaavandYeh mera hai ikraarToo mujh ko apnee Rooh seRakh apna taabedaar