Yeh nafrat ki diwaarKyun ek duje se judaBhai-bhai ke khilaafKyun rota desh meraMere watan ki, Tu hi raza haiTere bharose, Hindusitaan haiIs desh ka Khuda Tu haiBachchon ka Pita Tu haiJaati-paati dharm se badaAb dur nahi kisi sePaas hai Tu har ik dil keSaath Tu kabhi na chhodegaHum sab ik parivaar,Yahi hai hamari pehchanBhinntaaon mein ektaBharat hamara hai mahaanReham-o-karam se, badhte chale hainTeri wafa se, girke uthe hainMere watanMere watan, kyun hai rukaTere geeton ki kahaan hai aawaazKyun nafrate, kyun barbadiyanTere jism ke tukde yahaan ghire hue haiMere watan, kyun hai rukaChal saath milkar gaayeGeet nayaMere watan - uth jaag jaTera samay ab aa gayaMere watan - hum ek hainTu pyaar ka - jhanda uthaIs desh ki aawaaz hai humAazadi ka saaz hain humMilkar ek mann hokar gaayeGulami se rehaa hue abEkta ka atoot bandhanPyaar se badal dein ye jahaan