Yeshu ka naam sukhdaai, bhajan karo bhai,Ye jeevan do din ka.Ye jeevan hai maati ka putla, paani lagat ghul jaai,Bhajan karo bhai, ye jeevan do din ka.Ye jeevan hai ghaas ka tinka, dhoop lagat murjhaai,Bhajan karo bhai, ye jeevan do din ka.Ye jeevan hai kaagaz ki pudiya, hawa chalat ud jaai,Bhajan karo bhai, ye jeevan do din ka.