Woh ek balak hai phir bhi lekinAjeeb hasti bana hua haiKhuda ki Rooh ka dekho sayaMasih ke sar par bana hua haiFarishta aaya majooshi aayeGadaryee aakar yeh keh rahe haiSalaam tujko tune e mariyamKhuda ka beta jana hua haiWoh dekho go-shala ka nazaraMasih ne kaise badal diya haiChadha hai sona lobaan murh bhiKhushboon se saja hua hai