Vishwasyogya Parmeshwar hai Tu Dekha hai maine apne jeevan me Duniya badalti hai, Tu na badalta Band aankhon se bhi main karta bharosa
Insano se Tu Wafadar Sunta dil ki har ek pukaar Behali mein rakhta Tu dhyan Halaton se Tu shaktimaan
Jab Tu mila mili rihai Damm tode har kathinai Sang chale jaise parchayi Jeete Tu meri ladai
Roshani banke jeevan me aya Meri gulami se mujhko chudaya Toda har bandhan beta banaya Apna har wada Tune nibhaya
Insano se Tu Wafadar Sunta dil ki har ek pukaar Behali mein rakhta Tu dhyan Halaton se Tu shaktimaan
Jab Tu mila mili rihai Damm tode har kathinai Sang chale jaise parchayi Jeete Tu meri ladai
Kya koi hai, Is jahaan me Tujh sa azeem Kya koi hai, Is jahaan me Jo Ho Tujh sa bhala