Vishwasyogya Parmeshwar hai TuDekha hai meine apne jeevan meinDuniya badalti hai Tu na badaltaBand aankhon se bhi mein karta bharosaInsano se Tu wafadarSunta dil ki har ik pukaarBehali mein rakhta Tu dhyanHalaton se Tu shaktimaanJab Tu mila mili rihaiDam tode har kathinaiSang chale jaise parchhayiJeete Tu meri ladaiRoshani banke jeevan me ayaMeri gulami se mujhko chhudayaToda har bandhan beta banayaApna har waada Tu ne nibhayaKya koi hai? Is jahaan me - Tujh sa azeemKya koi hai? Is jahaan me - joh hai Tujh sa bhala