Vaaste husn-e-duniyaa keVaaste phalaq ke samaanVaaste tere pyaar jis seDuniyaa bantee hai aasmaanHove hamd sipaas MasihRaah aur haq aur zindgeeVaaste haal kee ummeedgeePerh aur phool pahaad maidaanVaaste din va raat ke bheeVaaste dariyaa ke samaanHove hamd sipaas MasihRaah aur haq aur zindgeeVaaste hikamat-i-zubaanVaaste dil aur kaan ke khaasVaaste saikrhon khush ilhaanJo lubhaatee kul havaasHove hamd sipaas MasihRaah aur haqa aur zindgeeVaaste bhaaiyon maan aur baapVaaste aapas ke piyaarVaaste khushee mel milaapVaaste dost bhee beshumaarHove hamd sipaas MasihRaah aur haqa aur zindgeeVaaste man?lee paaq gurohJo har mulk se har zamaanAayaa pasand maalik koMilaa saath firishtegaanHove hamd sipaas MasihRaah aur haq aur zindgeeVaaste tere ai habeebJo najaat dahindaa haiVaaste tere paaq saleebKee gunaah bakhshindaa haiHove hamd sipaas MasihRaah aur haqa aur zindgee