Na tu kamzor ho, teri taakat hai voVo tera hausla, teri himmat hai voJitne kamzor hain, naya bal paayengeMera Yeshu maujood hai yahan
Uski mahima karo, bandhan toot jaayengeMera Yeshu maujood hai yahanJitne beemar hain change ho jaayengeMera Yeshu maujood hai yahan
Na haalaaton se dar, thoda vishvaas karVo vafaadaar hai, thoda rakh tu sabrTeri jitne ruke kaam ho jaayengeMera Yeshu maujood hai yahan
Vo hai zinda Khuda, vo hai sabka KhudaTere najdeek hai, na vo tujhse judaJitne paapi hain, sab vo kshama paayengeMera Yeshu maujood hai yahan
Vo maujood hai yahan, vo maujood hai yahanVo maujood hai yahan, vo maujood hai yahan