Tune hi rachaya tune hi banayaTere hi fazal se main jiyunJeevan na mera hai, jo hai sab tera haiTere saye mein jeeta rahunNa hun main mera, jaisa hun, hun main teraAradhana bankar aya hunJeevan qurbani mein main laya hunMujhko chhookar tu karle qaboolTujhse milne ki chaah laya hunTune jo chuna hai, jeevan jal diya haiTeri mahima main karta rahunDil ki ye dua hai, mera haafiz Khuda haiMehfooz main tujhmein rahunNa hun main mera, jaisa hun, hun main tera