Tune kiya khaali apne aap koChhodi saari mahimaHokar Khuda kiya shunya apne aap koBana manushya samaanBan gaya daas samaan
Mrityu sahi, haan mrityu kroos kiAur hua sabse mahaan
Tu raj kareTu raj kareTu raj kareSaari duniya peGhutne tike saareGhutne tike ghutne tikeYeshu Naam ke liye
Aasmaanon mein hai sthir Tera sinhaasanParakrami KhudaMahima se ab faile Tera shaasanKadmon pe saara jahaanSajde mein har insaan
Vadh jo hua, nirdosh memnaTera hai saaradhikaar
Kal, aaj aur sarvadaYeshu Tu hi hai Khuda