Tu pyaar ka saagar, saagar daya ka tu haiTere pyaar ke saagar mein, hum tairna chahte haiTu pyaar ka saagar, saagar daya ka tu hai1. Gehraai mile saagar ki, oonchaai mile aasmaan kiPar koi naap na paaega, gehraai tere pyaar kiTu pyaar ka saagar, saagar daya ka tu hai2. Parmeshwar hone par bhi tu, maanav roop dhaaran kiyaPrabhu tere isi pyaar ne, humko deewaana banayaTu pyaar ka saagar, saagar daya ka tu haiTere pyaar ke saagar mein, hum tairna chahte haiTu pyaar ka saagar, saagar daya ka tu haiTere pyaar ke saagar mein, hum tairna chahte haiTu pyaar ka saagar, saagar daya ka tu hai