Tu Pyar Ka Sagar, Sagar Dya Ka Tu Hai Tere Pyaar Ke Sagar Me, Hum Tairana Chahate Hai
Gehrai mile sagar ki, Unchai mile aasman ki Par koi naap na paega, Gehrai Tere pyaar ki
Parameshwar hone par bhi Tu, Maanav roop dharan kiya Prabhu Tere isi pyaar ne, Humko deewana banaya