Vandana
✕ ExitTu Mere Jeevan ki Roti Hai
Bridge

Wada kiya usne bakshi ke saath Swargo me thamega Yeshu mera haath Rakhega Woh mujhko dil se lagake, Apna bana lega mujhko mera Baap

Chorus

Tu Mere Jeevan Ki Roti Hai, Tu Mere Jeevan Ka Paani Hai Khata Rahoon, Pita Rahoon Teri Hi Mahima Gaata Rahoon Tu Mere Jeevan Ki…

Verse 1

Mujhko mili hai Jindagaani hai Teri hi di quarbani hai Tune mujhe nya jeevan diya, Tere Lahoo ki ye nishani hai

Verse 2

Mere Sar pe haath Tera Deta hai har pal saath mera Jaata rahoon main Teri Bandagi me, Tu hai Yahova Baap mera