Tufano Ku Hasti Hai Kya, Jab Zinda Chattan Pe Ho AankheinAngoor Ke Ped Se Pewasta, Har Daali Saawan Ho JayeKumhar Bane
Tu Jo Choo Jaye Is Matti Ko, Ye Matti Kundan Ho JayeKumhar Bane Jis Bartan KaWoh Bartan Darpan Ho JayeYeshu
Tere Lakhte Jigar Ne Paak Khuda, Bakhte Insaan Badal DalaImaan Jo Laye Yeshu Par, Ambar Ki Dhadkan Ho JayeKumhar Bane
Duniya Chori Chore Saathi, Matti Ka Khilona Hai InsaanAgar Haath Me Haath Ho Yeshu Ka, Woh Maut Bhi Jeevan Ho JayeKumhar Bane