Hallelujah, Hallelujah, Hallelujah, Amen
Yeshua… aa… aaaa…x3Yeshua.. aa.. aa…x2Tere pyaar ka, ho gaya asarChal raha hu main, teri raho parTere pyaar pe, ho gaya fidaDuniya se toh main ho gaya judaaMere khuda mere khuda mere khuda
Tere paas hum, aatey hai sadaaTu hi ek bas hai khudaSaari mahima, aur upasanaTujhko hi miley sarvadaTere paas hum, aatey hai sadaaTu hi ek bas hai khudaSaari mahima, aur upasanaTujhko hi miley sarvadaMere khuda, mere khuda, mere khuda
Sochta main tha, jaau main kahaAa mere paas aa tuney ye kahaMujhse tuney ye )vadaa hai kiyaChaahe kuch bhi jo, tu saath hai sadaaMere khuda mere khuda mere khuda
Yeshua… aa… aaaa…x3Yeshua.. aa.. aa…x2Tere pyaar ka, ho gaya asarChal raha hu main, teri raho parTere pyaar pe, ho gaya fidaDuniya se toh main ho gaya judaaMere khuda mere khuda mere khuda