Tere lahu se paap dhota huTu badhta ja mai kum hota huTere lahu se paap dhota huTu badhta ja mai kum hota huTera kalaam dil me rakha haiTera vayda her ek sachha haiTera kalaam dil me rakha haiTera vayda her ek sachha haiTera hi naam sabse aacha haiApni khudi se haath dhota huTu badhta ja mai kum hota huTera lahu hai mel ka paigaamTere lahu me sab chain aaraamTera lahu hai mel ka paigaamTere lahu me sab chain aaraamTere lahu se bane bigde kaamKhud ko lahu me dubota hunTu badhta ja mai kum hota huTera kalaam jeewan rotiTera kalaam raah ki jyotiTera kalaam jeewan rotiTera kalaam raah ki jyotiTera kalaam hai hasi motiDil ki maala main piroota hunTu badhta ja mai kum hota hu