Tere fazal se masiha,Mil gayee hai nazaatBadal diya jeevan meraAur diya Ruh-e-paakFazal tera ham par , YeshuReham tera ham parDekh kar haalat hamariTu na rah sakaAa gaya hamko bachane,Kiya hai behad pyarx2Thake mande bojh se dabo ko,Kar diya hai azadPyar ke wade nibhayeBaap asmaniJindgi abdi hame di,Deke kurbanix2Faniyo ko gair fani,Baksh di hai miraasBaap bete paak ruh kiHo sada tareefAsmani badshahiMei kiya hai shareekx2Halleluiyaah – 2,Ham gayenge sada