Sun aasmani fauj shareefGaate Yeshu ki tareefDaya ka paigaam aayaInsaan ko Khuda se milayaAye sab logo khushi seGao sang farishton keSabhi kahe dhanya hai wohBethlehem mein janma joSun aasmani fauj shareefGaate Yeshu ki tareefSwarg Jisko sarahta haiMasih, sada ka Raja haiKuwari se hai janma wohBeech hamare rehta joIshwar ab dehdari haiKaro sab Masih ki jaiManushyo se woh karta melYeshu hain EmmanuelShaanti ke Raja ki jaiUdhar ke suraj ki jaiJeevan jyoti laya haiBarkaton se bharta haiChod mahima hua deenKi phir insaan na mare kabhiJanma hame uthane koNaya Jeevan dene ko