Yahova Raja hai, samarth se bharaAnadi Parmeshwar, woh na talega
Yugo se yugo tak ek hi hai RajaMahima ke sinhasan par baitha BadshahWoh hai mahaan, SarvashaktimanUski hukumat aur uska hi pratapSada Raja
Samundar ki lehron se Yahova hai mahaanParvat ki unchai se uncha Yeshu naam
Yugo se yugo tak ek hi hai RajaMahima ke sinhasan par baitha BadshahWoh hai mahaan, SarvashaktimanUski hukumat aur uska hi pratapSada Raja
Aao milkar hum sab gaayeinUska parcham hum lehraayeinUske saamne sar jhukaayeinUske naam ki jai-jai gaayein