Sabse ooncha, sabse pyaara, Yeshu ka woh naam reSwarglok, sansaar mein, adholok paataal meinx2Bhoot pret sab thar-thar kaanpe, sun Yeshu ka naam reSab ghabraayein, dar-dar bhaagein, Yeshu ke shubh naam sex2Sabse oonchaRaajya-raajya aur sab nar-naari, mahima uski jaan keCharan-kamal par sab rakh jaayein, har vaibhav aur shaan rex2Sabse oonchaYeshu naam jai Khrist naam, raajadhiraaj woh naam rePaap haran sab jeevan paayein, Yeshu ke balidaan sex2Sabse ooncha