Rooh ki baarish, barsa chahti haiKhudawand ki shifa aati haix2Prem ki barkha barsa chahti haiKhudawand ki shifa aati haix2Shifa ka mumba, Yeshu MasihaChune ka usko waqt hai yehApne imaan se uske lahoo sePaapon se dhulne ka waqt hai yehTere gunaah chahe ho kirmaziBarf ki maanind dho dega wohPaani aur Rooh se dega janamJharnon si zindagi de dega wohKode bhi khaye tere liyeTere liye hi woh suli chadaKuchla gaya woh tere liyeTeri shifa ko yeh sab sahaaUs par nazar kar le le shifaApne Masiha se le le shifaUski salib se le le shifaUske Uske lahoo se le le shifaRooh ki baarish…