Prarthan Yeshu Tu SunlePrarthan Yeshu Tu SunleTeri Panah Ke Saye MeinMujhko Sambhal Rakhle
Abraham Ka Vishwas Kese Karu Mein BayaanTeri Bulahat Pe Choda Apna JahaanYusuf Ke Dhiraj Ko Tune Diya SammanDuniya Ka Chhoda Tune Banaya PradhaanVishwas Aur Dheerajta Ka Var DoJaise Tu Unke Sang Tha Mere Bhi Ho
Moosa Pe Teri Nazre Jo PadiSamundar Ko Bhaga Logo Ki Agwai KiDaaud Jaisa Abhishek De De MujheBhakti Ki Agni Mujhme Kabhi Na BujheAgwai Aur Bhakti Ka Var DoJaise Tu Unke Sang Tha Mere Bhi Ho
Yeshu Jaisa Man Kar De MereUthana Baithna Chalna Sikha De Mujhe