Parmeshwar Ki Stuti Hum KareinSaare Dhunon Se Uski Mahima KareinHriday Se Yeshu Ki Gun Gaayein
Hallelujah, HallelujahHallelu Yeshu Ki Hum Gaayein
Beetein Kal Ki Baaton Ko BhoolkarApne Paapon Ko Hum Sab TyaagkarChillakar Gaayenge Yeshu Ki Jai
Parmeshwar Ke Charnon Mein Hum AayeinTan, Mann, Dhan Ka Arpan Hum LaayeinStuti Ho Ishwar Ki, Stuti Ho