Paak Lahoo hai, Lahoo Yeshu kaZindaa Lahoo hai, Lahoo Yeshu kaLahoo Yehovah ka-2 (John 6:53)Paap mitaata, Lahoo Yeshu kaJeevan data, Lahoo Yeshu kaLahoo Yehovah kaYeshu Masih mein mujkho kaayamUska Lahoo karta hai (John 6:56)Mere paap ki keemat dekeMujhko rihaa karta hai (Romans 5:9)Khoon ke dum se, zinda hua haiHar shakhs duniya kaBas odh le jo, Lahoo Yeshu kaUsko chuda le, Lahoo Yeshu kaLahoo Yehovah ka(Hebrews 9:14)Bakron aur baccharon ka nahin haiApna khoon diya haiJo beiab hai, aur jo paak haiWoh qurbaan kiya haiPaak Lahoo se paak kiya haiShukr Khudawand kaParda khole, Lahoo Yeshu kaBhar de sholay, Lahoo Yeshu kaLahoo Yehovah ka(Hebrews 13:20-21)Nek aur achhi baaton mein wohKaamil hamen karta haiRab ki poori marzi mein wohShaamil hamen karta haiTeen gawahi, Rooh paani (1 John 5:8)Aur lahoo Yahovah kaKhushiyan manao, Lahoo Yeshu kaJeet gaya hai, Lahoo Yeshu kaLahoo Yehovah ka