O maine pehle se keh daeeMaseeh mariyam ka jaayo reSwarg lok se aaya farishtaDhing mariyam ke reMariyam se voh yoon bolaTera beta hoga reAcharaj kar ke mariyam boleeSuno farishta reByaah hua na ib lo meraKaise hoga reYe sunkar ke farishta bolaMain batalaoon reKhuda baap kee qudrat toh peSaaya daale re