Neele Aasmaan Ke Paar JaaengeMera Yeshu Rehtaa WahaanHum Milenge Baadloon ParDekhegaa Saraa Jahaan
Usska Koi Bhi Vaada, Na Hogaa AdhooraHar Ek Vaada Uss Ka Hotaa Hai Puraa, Usska Koi Bhi VaadaUsske Aagaman Ka Vaada, Bhi Hogaa PuraaDekhegaa Saraa Jahaan
Hum Milenge Baadloon ParDekhegaa Saraa Jahaan
Neele Aasmaan Ke Paar JaaengeMera Yeshu Rehtaa Wahaan
Gagan Padhare Raaja MhaaroJai Ke Geet BajaJeevan Khushiyon Ka Laayo ReTu Des Navon Ab Aa
Nyoto Anant Ka Laayo ReTu Jay Ke Geet BajaHivado Mai Anand Chaayo ReTu Des Navon Ab Aa
Yeh Viswaas Hai Meraa, Jo Hogaa PuraaSapna Yeh Mera Na Rahegaa Adhoora, Yeh Viswaas Hai MeraaUsske Sang Hum Rahenge, Apne Yeshu KeDekhegaa Saraa Jahaan
Hum Milenge Baadloon ParDekhegaa Saraa Jahaan
Neele Aasmaan Ke Paar JaaengeMera Yeshu Rehtaa WahaanHum Milenge Baadloon ParDekhegaa Saraa Jahaan