Rajya Rajya Ke Log Stuti KareKyonki Yeshu Raaja HuaDesh Desh Ke Log Aanand KareKyonki Yeshu Raaja Hua
Nadiya Taali Bajaae Pahaad Jhoom UtheMaidaan Prafullit Ho Samudra Garaj Uthe
Uski Karuna Kaisi Anmol HaiUski Sachaai Aakashmandal Mein HaiUski Dharmikta Unche Parvat SamaanUski Saare Niyam Athaah Sagar Samaan
Yahova Mahaan Aur Stuti Ke Yogya HaiAao Saraho Milkar Usko BhajeUske Samarth Ki Koi Tulna NahiUske Prem Ki Koi Seema Nahi