Mohabbat Khuda ki dikhane ke liyeSalib par chadh gaya YeshuPehna kaanton ka tha taajKi bach jaayen gunahgaarYeshu ne di salib par apni jaanx3Ki bach jaun main badkaar, paaun shifa main laachaarYeshu ne di salib par apni jaanYeh sach hai ki Yeshu gunahgaaron ke liyeApna keemti khoon bahane aaya thaUsne khaayi kodon ki maarKi bach jaayen gunahgaarYeshu ne di salib par apni jaanKrus par se uthakar use dafna diyaAur krus par pehra laga diyaYeshu fathemand hai aajKyunki maut ki hui haarYeshu phir ab jalal mein aayegaDekho Yeshu ka pyaarAur ho jao tum taiyaarYeshu phir ab jalal mein aayegaYeshu phir ab jalal mein aayega