Meri Maa, Mujhe Bhool JayeTu Mujhe, Bhoolega NahiMaa Se Badhkar Hai Pyaar TeraTere Sivaey Mera Koi NahiChattan Se Bhi Mazboot HaiAtooth Hai Pyaar TeraMahaan Hai , Adbhoot haiBebayaan Hai , Pyaar Tera
Yeshua , Yeshua , Yeshua ,Tu Hai Mera Prabhu
Ye Jahaan , Thukraye To KyaMera Rakhwala Hai Tu KhudaTu Hi Sahara Tu Hi BharosaTu Hi Bachaye Mujhe SadaGaddhey Se Uthakar, Sikhar ParLe Jayega Mujhko TuHairaan Rahega Ye JahaanDekhkar Tere Adbhut Kaam