Yeshu zinda hai, zinda hai To main gaaoon, Tu sarvada zinda hai, zinda hai Ye jeet ab meri hai, zinda hai, zinda hai Mera Yeshu zinda hai
Tujhe jeevan de diya Murdon se Tu ji utha Khud ko main pehchaan na saka Tune mujhko badal diya
Prabhu Tune apna lahoo bahaya Paap ka dosh Tune uthaya Saara dard Tune seh liya Mujhko Tune azaad kar diya
Lahoo Tune apna bahaya Paap ka Tune uthaya Saara dard Tune seh liya Mujhko Tune azaad hai kiya
Tere prem ko hum sajda karein Tere vachan pe hum chalte rahe Is daud ko hum vishvaas se pura karein Na hi bal se, sirf Teri Aatma se
Yeshu Tu zinda hai Yeshu Tu haara nahi