Mera ek hi mitr Yeshu, woh mera sab kuch haiLaakhon mein woh mera ek hi priya haiWoh Sharon ka gulab hai, aur bhor ka taara haiLaakhon mein woh mera ek hi priya haiUske dukh se mujhko shanti aur aanand milta haiUska kroos mujhko changa karta haiWoh Sharon ka gulab hai aur bhor ka taara haiLaakhon mein woh mera ek hi priya haiMera saara bojh uthaya, mujhe changa kar diyaPaon ko mere sthir kiya haiJab akela tha bhatakta aur sab ne chhod diyaYeshu mera pyara mitr ban gayaUske dukh seAb main jeevan bhar usi ki mahima karungaHaath utha ke uski stuti karungaYeshu ke liye jiyunga aur usmein marungaAb wahi meri ek maatra aasha haiUske dukh se