Main kya hoon ya mera gharaanaJo toone mujhe yahaan tak ??dhyaan,Nazray karam, jo tooney dikhaayaMahima ka taaj, toone hai pahanaaya
Teree rahamat kee ai khudaKaise karoon main keemat ada,Ye mohabbat hai bebaya,Shukriya ShukriyaShukriya yeshua, Yeshu yeshuaYeshua Shukriya yeshua,
He Prabhu jo hamane suna hai,Tere tulya kaun khuda haiToone hee hai hamako chudaya,Apani praja hai hamko taharaya
Phidiya ka daam, jo deke khareeda,Tera gulaam, ab main hoon khudaaya,Naalayaki ka had hoon khudaayaTeree fazal ka ho bas saaya