Main khush hua jab woh mujhe, kehne lage, kehne lageAao Khuda ke ghar chalenx4Aye mere Yerosalam, tere ghar hum aate hainUs Khuda ke naam ka, shukriya hum laate hainTere yahan sara jahan, karne aata hai duaTaqt us imaan ka tere yahan qaayam hua…aaoAao Khuda ke ghar chalenx4Yerosalam qaayam rahe,yeh dua hum karte hainUnka sada hoga bhala , jo teri raahon pe chalte hainTeri gali teri dagar, tera shahar qaayam raheYerosalam Khuda ka ghar qaayam rahe-2…Aao Khuda ke ghar chalenx4