Vandana
✕ ExitMain Khuda Ka Beta Hoon
Outro

Azaad kiya gaya hai Hume gulami se Hum bete betiyan hai Aao hum apni aazadi gaaye

Bridge

Samandar cheera taki ussi se main guzaroon Kamil pyaar ne dar ko dubo diya Chudaya mujhe taki ye ailaan karu Main Khuda ka beta hoon

Chorus

Ab main khauf ka gulam nahi Main Khuda ka beta hoon

Verse 1

Numaya main hua Teri raag se Ghera mujhe naye geet se Rihayi di mujhe dushman se mere Saare dar mere mite

Verse 2

Maa ki raham se mujhe chun liya Pyaar pukara mera naam Naya janam hua kumbe mein Tere Tera lahoo rago main mere