Yeshu ki nazron mein main hoon anmol,Aisa-waisa main nahi, mera bada mol -Haale-haale Hallelujah -Yeshu ki nazron mein main hoon anmol,Aisa-waisa main nahi, mera bada mol. -Naachunga gaaunga zor-zor se,Taali bajaunga zor-shor seYeshu karta hai mujhse pyaar,Sabse bada hai uska balidaanYeshu ka duniya mein mach raha hai shor,Aisa-waisa main nahi, mera bada mol.Yeshu ki nazron mein main hoon anmol,Aisa-waisa main nahi, mera bada mol.Haale-haale Hallelujah -Yeshu ki nazron mein main hoon anmol,Aisa-waisa main nahi, mera bada mol. -Uski hatheli par chehra mera,Khod kar rakha usne gehraKoi yadi chhooyega mujhko,Uski aankh ki putli ko chhooyega woUska-mera relation very close,Aisa-waisa main nahi, mera bada mol.Yeshu ki nazron mein main hoon anmol,Aisa-waisa main nahi, mera bada mol.Haale-haale Hallelujah -