Mahima mein raja aayega, nyaya karega kahegaSwarg ke adhikari ho jao, mujhse har aashish le jaoJab main bhukha tha, tumne khana diyaJab main pyasa tha, tumne paani diyaTha main pardesi, tumne ghar mein rakhaJab main behaal tha, tumne kapada diyaHaan main bimar tha, tumne dekha mujheQuaidkhane mein tha milne aaye mujhePuchhenge tab, wo dharmi sab, humne yeh sab kab kiyaTujhko khana diya, tujhko paani diya,humne bataa kab kiyaYeshu kahega sachh kehta hoon,chhote se chhote bhai ke saathTumne jo bhi kiya tha wo mujhse kiya,Tumne khana diya mujhko diyaTumne paani diya,mujhko diya,Swarg ke adhikari ho jao,mujhse har aashish le jao